:آپ کے سوالات اور ان کے جوابات
Q-1: Pehlay bhi bht companies aa chuki hain (Golden Key, Xhenal) on ky plans bhi GMI se takreeban miltay jultay thay or wo kuch arsa kaam kar k bhaag gain. GMI ki kiya guarantee hai k ye nahi bhagay gi?
Ans: is sawal ka answer mai apko ek example se deta hun k ek gali mei 4 tution center open hotay hain kuch arsay baad on mei se ek tution center band ho jata hai q k os ko loss ho jata hai to kia is ka matlab ye howa k tution center ki field he kharab hai??? agar ek band ho gya to 3 chal bhi rhay hain.....ek ko loss howa to os mei zrur oski apni koi ghalatiyan hongi jiski waja se os ka center baaki 3 ki trha kamyab nahi ho ska....
isi trha network marketing ki puri duniya mei thousands companies hai jo is field mei bht kamayab hain...on mei se bht si companies ko 60 saal se bhi ziyada ho chukay hain is field mei kamayabi se kaam kertay hoay...
if 2 or 3 companies have finished then y we see toward them??? there are thousands of companies are still working since more that 50 years...y we do not see toward them??????
for example: Amway, Amway Global, Harbal life, My 7 diamond, Gold Quiz, Avon, Usana, Eco quest, Unicity, Free life,Forever Green, etc etc.........
duniya mei thousand's network marketing ki companies kaam ker rahi hain hamein onko dekhna chahiye...... agar is field mei kuch companies nakam hoi hain to wo apni ghalat policies ki waja se nakam hoi hain jesay k wo tution center band ho gya or baaki 3 kamyabi se chaltay rhay.....kuch companies k band ho janay se network marketing ki field he kharab nahi ho jaati.....
or agar maan lein k is field mei kuch companies band ho gai hai is liye hamein ye kaam nahi kerna chahiye to duniya mei konsi esi field hai jis mei kabhi koi idara band na howa ho????
beauty parlor open kar lun?? lkn pichlay dino he hmaray mahalay mei 4 parlor band ho gay,,,
school khol lun??? lkn wo bhi aksar band hotay hain or new khultay hain,,,,,,
koi mobile shop khol lun??????........ lkn wo bhi to aksar he band ho jati hai,, hamari he market mei last year 2 mobile shops thin lkn aaj ek bhi nahi hai......ye field bhi kharab hoi,,,,,
koi karyana store open ker leta hun.....lkn wo bhi aksar band hotay hain...apnay area mei he deikh lein......
to janab esa har field mei hota hai kuch offices, shops, companies band ho jati hain lkn oska matlab hargiz ye nahi hota k field kharab hai...is ka matlab ye hota hai k on ki management mei flaw tha jiski waja se on ka kaam nahi chal saka or onko nuksaan ho gya or wo setup close ker gaye........
network-marketing mei bhi ye he rule applicable hota hai k jo companies bhaag gai hain on ki apni ghalatiyan hain..........
or commerce ki books hamein ek formula btati hai kisi company per trust kernay k liye....
formula says : k jis company/ setup ko market mei ek working plan, ek working team k saath kaam kertay hoay kamyabi k 2 saal pooray ho jatay hain os par aap trust ker sktay hain.
to GMI ko market mei kaam kertay hoay commerce k Law k mutabik 2 nahi 4 nahi 8 nahi februray 2013 mei 13 saal complete ho gay hain.
ye waja hai hum GMI per trust ker sktay hain.....
agar mujhay ek mobile purchase kerna ho or mai aap se mashwara ln k konsa mobile lena chahiye Nokia, China, ya Qmobile.....to aap mujhe nokia ka mashwara he dein gay q k os ne ek time market mei guzara hai or apnay crucial time se guzar chuki hai....
Q2: GMI ki kamai sood hai....
Ans: jub cash hum kisi ko detay hain ya jama/deposit kerwa detay hain or os k against humei ek fix ratio milti hai bghair effort k thats called SOOOOD.....
jesay hum bank mei pesay jama kerwa detay hain or monthly hamein on peson mei kuch percentage add hota rhay ya hamein milta rhay wo sood hai.... or sood islam mei haram hai....
Lkn GMI ki jahan tak baat hai to hum is mei koi pesay deposit he nahi kerwatay to sood ka to concept he khatam ho gya..... hum jo pesay pay kertay hain company ko wo hum apni product purchase kernay k liye kertay hain. or hamei os k badlay mei commission nahi milta bulkay hum agay effort kertay hain apni team bnatay hain or os team ko kaam sikha kar or onko guide ker k jo effort hum input k tor per detay hain os k aiwaz hamein reward milta hai....
Q3: is kaam mei sirf shuru mei mehnat kerni hoti hai os k baad to log agay kaam kr rhay hotay hain or hamei commission mil raha hota hai. or esi kamai jo mehnat k bghair ati hai wo haram hai. is liye GMI haram hai......
Ans: ye concept k is kaam mei sirf aap shuru mei mehnat kertay hain or apna 1/1 pura kertay hain or os k baad aap ki effort khatam ho jati hai or sirf free mei commission ata hai to ye baat 100% ghalat hai.
GMI k against Fatwa mei bhi ye baat likhi gai k 1/1 tak jo pehlay 30$ commission ata hai wahan tak ye kaam jaiz hai lkn os k baad dusray log mehnat ker rhay hotay hain oroper walay ko free mei paisay atay hain or ye haram hai.....
lkn is kaam mei saari zindagi effort deni parti hai..... or time k saath saaath os ki nature badal jati hai....shuru mei aap 2 logon ko is kaam mei lanay k liye effort kertay hain....or jub wo 2 log aa jatay hain to aap ki effort thori change ho jati hai..ub aap on ko regular trainig detay hain or kaam sikhatay hain......phir wo log agay entries kertay hain.....lkn aap ki mehnat jaari hai q k aap ki zimadari ub ye hai k aap new anay walay larko se meetings karein..or puranay larkon ko new knowledge dein....on ka knowledge update and refresh karein...... or isi trha aap ka tree phelta jata hai or aap ki ub zimadari hai k ap apni team mei presenters and trainers bnain..on ki training karein....or jahan jahan aap ki teams hain on k paas jaa kar on k saath team meatings karein on ko motivate karein.......aap ki effort khatam nahi hoti........effort ki nature badal jati hai....or jis din aap ye soch letay hain k ub aap ki team ban gai hai or kaam kar rahi hai ub apko kam kernay ki zrurat nahi hai or baith jatay hain.os din aap ki team bhi one by one baithna shuru ho jati hai..or kuch he din mei aap ki puri ki puri team dead ho jati hai.....or apka commission bhi end ho jata hai............
is liye esa kehna k shuru mei mehnat kerni parti hai or phir agay log kam kertay hain sirf or income free mei ati hai to ye baat 100% ghalat hai.....or agar koi is baat ko tasleem nahi kerta to example k tor par SIR KHURRAM SHEIKH ko deikh lein q k on ko to sub jantay hain is liye inki example de raha hun.....wo lakhon ki team ko lead ker rhay hain lkn aaj bhi bhaag dor kar rhay hain apni teams k liye...aaj bhi trainings mei pooray pakistan mei jatay hain,,,,or aaj bhi seminars k liye pura month traveling kertay hain....in short on ki effort aaj bhi jaari hai...or jub wo kaaam kerna chor dein gay to on ki lakhon ki bnai hoi team bhi kaam kerna chor de gi...............
Q4: Kiya ye kaam Legal hai???
Ans: is baat ka jawab bht he simple hai k GMI pakistan mei
SECP ka saath registered hai,
FBR k saath registered hai,
SRB k saath registered hai,
UK mei Company house k saath registered hai,
FIRMAATTEST Norway k saath registered hai,
MLMIA mei registered hai,
Phir ye sawal q kiya jata hai k ye kaam legal hai k nahi hai.....
pooray pakistan mei GMI k events hotay hain, GMI k anual functions ko Media coverage deta hai, news channels live broadcast krtay hain, TV channel per pakistan k moashi hallat ka hal nikalnay k liye programs mei GMI k leaders koinvite kiya jata hai...
phir bhi ye sawal kerna jahalat se kam nahi hai.
Q5: Kiya Waja hai k GMI nahi bhagay gi?
Ans: koi bhi company 04 pilers per stand kerti hai. jis k ye 4 pilers strong hongay wo company kabhi nahi bhagay gi..........
1- Product
2- Plan
3- Profit
4- Expenses
pehlay baat kertay hain products ki to jo pehlay companies bhagi hain on ki product thin medicines ye herbal products, ya electronic items like Massager , SONA belts or is trha ki products, or ek company ki product thi domains. ye products is trha ki hain k in ka kuch arsa k baad up model aa jata hai to puranay ko koi poochta nahi hai...or in ko kuch arsa use kero to in ki re-sale value nahi rehti....or kuch arsa use k baad ye damage bhi ho jati hai....or devalue ho jati hai......matlab totaly risk hai in products mei....
or GMI ko product kiya hai???..... GOLD.
Gold kabhi de-value nahi hota.....kabhi os ki resale value down nahi hoti...chahay wo used ho yaa damage....blkay os keemat se ziyada mei he re-sale hota hai jitnay mei ap ne osay khareeda hota hai.
or being a muslim mera imaan hai or har muslim ka imaan hai k qyamat tak islam zinda rhay ga...or Nabi Pak (SAWW) ne fermaya k qiyamat tak meri kom mei se kuch log esay hongay jo zaqat dein gay.... or islam mei zakat ka nizaam sona or chandi per rakha gya hai.... its mean GOLD qiyamat tak rhay ga....
GMI ki product itni strong hai k kabhi devalue nahi hogi or na kabhi khatam hogi or na kabhi up-version model ayega.....
2nd & 3rd cheez hai PLAN & Profit ..... gmi ka plan itna shandaar hai k is mei har koi kama raha hota hai....is mei % system nahi hai..... mujh se ek lakh oper jo bnda hai os k liye bhi wo hi plan hai jo meray liye hai. or wo hai 3/3 per 30$. os k bhi 3/3 hotay hain to osko 30$ commission milta hai or meray liye bhi ye rule hai.... or sub se bari baat ye hai k GMI ne ek din ki earning ki limit rakh di hai.... mean speed breaker laga diya hai...hum jitna bhi kaam ker lein hum ek din k maximum 450$ he kama sktay hain. os k oper chahay apka 10000$ bnay yaa 5000$. apko 450$ he milta hai os k oper ka company ka hota hai. its mean k company ka plan esa hai k wo har surat mei faiday mei hai...or jub tak company ko faida hai wo bhagay gi nahi or hum kmatay rahein gay. company product se jo kamati hai wo to kamati he ha lekin asal earning wo 450$ k baad leti hai.
ye hai strength GMI k Plan mei... pehlay jo companies bhaagi hain on k plan mei ye cheez nahi thi....os mei ek shaks ka jitna commission bnta tha os ko pura de diya jata tha or ek wqt aya k company ko apnay expenses bhi puray krna kushkil ho gya or on ko bhagnay k ilawa kuch option na bachi.
4th piler Expenses hain. jo companies bhaag gai hain on ka kaam jub arooj per gya to onho ne pakistan k har city mei har gali mei floors rent per liye...or presenters ko bari bari salaries per hire kiya or silsila chalaya...lkn jub kam slow howa to on ko apnay offices ka rent wahan ka electricity k bills Ac's k kharchay presenters ki salaries manage kerna mushkil ho gya...or jub companies puri trha nuksaan mei janay lagi to laga lagaya setup chor kar har jaga se companies bhaag gain....
lekin GMI ka puri duniya mei koi office nahi siwaye UK k. kahin or koi office nahi hai. jahan bhi support centers banay howay hain wo seniors ne apni pocket se apni working ko fast krnay k liye bnaye hain... to agar farz kar lein k company ka kaam slow ho jaye to GMI k koi akhrajaat nahi hain na to kahin koi offices hain k onka rent pay kerna naa electricity bills ka kharcha na he koi presenter hire kerti hai GMI.
company k expenses na honay k barabar hain blkay agar mai kahun k ZERO hain to bhi ye baat ghalat nahi hogi.
GMI 4 pillers par bht mazbooti se stand kerti hai or kama bhi rahi ha or hamein bhi kmanay ka zriya de rahi hai.......................ye GMI k tikknay ka sub se bara saboot hai or yehi waja hai k GMI 13 saal se na sirf market mei stand kerti hai blkay day by day improve bhi ho rahi hai or apnay members ko facilitate bhi kerti hai.......
Q-6: GMI k against Fatwa hai.
Ans: to is ka jawab mai ne apni isi blog mei fatwa k 3 se 4 haddings mei diya howa hai..lkn mai phir yahan ye he kahun ga k jahan GMI k against fatwa mojood hai osi jaga per GMI ki favour mei bhi 4 se 5 fatwa jaat mojood hai jo mai ne isi blog mei lgaye hain..
to is ka kia matlab hai k jo fatway GMI k haq mei hain on k denay walay mufti hazraat k paas knowledge nahi hai yaa onho ne bghair research k ye fatway diye hain????
janab GMI 100% halal hai or ye mai ne blog ki last mei daleel k saath sabit ker diya hai...
jo fatwa jaat GMI k against hain os mei question poochnay walay ki niyat saaf zahir ho jati hai k os ne jaan boojh ker question esa kiya k oska jawab negative he ana tha.
or ye baat mai ne example k saath saabit ker di hai k question sahi kiya he nahi gaya tha jis k answer mei mufti sahib ne GMI k against fatwa diya...neechay mai ne os fatwa ki copy or logic likh di hai.
or 2nd thing ye k moulana mifti taqi usmani sahib ne os wkt ek network marketing ki company jis ka naam MY 7 DIAMOND tha ki favour mei fatwa diya tha k ye halal hai....jiski copy mai ne isi blog mei lagai hai
wo he same working plan GMI ka ha....to GMI kesay haram hoi??????
Q-7: GMI Jewish ki company hai.....is liye is k saath kam kerna najaiz hai....????
Ans: Kis ne kahan k Jewish k saath karobar haram hai???? hmaray Nabi (SAW) ne saari zindagi jewish k saath lain dain kiya.... jub tak wo hazarat Khadija k paas kaam kertay rahay wo hazrat khadija ka maal jewish ko he sale kiya kartay tha or onhi se khareeda krtay thay...... Islam mei kahin jewish k sath karobar par pabandi nahi hai...